A Boy who loves someone, & how much he loves her,& he also don't know that how much he loves her,
This is a tragic Poem, that not made by me, It is send to me from my friend, i like this and i have change some part of this poem ,because this indicate to my condition,
Ek gali se ek ladki guzra karthi thi,
Uske chehre pe hamesha naqab hua karta tha,
phir bhi ek ladke ki nazar us par utha karti thi,
ladka us par marta tha, shyad behad pyar karta tha,
phir to ulfat badne lagi,
ladki us se bachkar roj
nikalne lagi,
na ladki ne chehre se naqab hataya,
na ladka ladki ka chehra dekh paya,
ek din kuch aisa ghata,
ladka ladki se sat din tak mil na saka,
ladki shayd pareshan hone lagi,
Tadap-2 kar rone lagi,.........
jaise taise wo ladke ke ghar pahuchi,
Tab padosiyo ne bataya, ab
apko bhaut der ho chuki us deewane ki to sat din pahale moot ho chuki,
Tab padosiyo ne apna farz nibhaya,
Ladki ko ladke ki kabr tak phuchaya,........
ladki kabr par phuch kar rone lagi,
Apne aansuon se kabr ko bhigone lagi,
Tab kabr se ek awaj aayi,...........
(Waqt-Waqt ki baat hai, kal tere chehre par naqab tha aaj mere chehre par naqab hai,,)